Showing posts with label Paathshala. Show all posts
Showing posts with label Paathshala. Show all posts

Aye Khuda

Year : 2010

Director : Milind Ukey

Music Director : Hanif Sheikh

Leading Cast : Shahid Kapoor, Nana Patekar, Ayesha Takia Azmi

Label : T-Series

Aye Khuda Lyrics

Aye Khudaa Mujhko bata
Tu Rehtaa Kahaan Kya Tera pata
Jo Dhundhey Apni Manzil ka Pataa

Aye Khudaa Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahaan pe Musaafir hain
Jo Dhundhe Apni Manzil ka Pataa


Yaaraa Teri Yaad Aati hai
Jaan Meri Jaan Jaati hai
Tanhaayion main rehtaa hoon
Khud Se hi aksar ye kehta hoon
Kyun Tune Dil Tora
Kyun tune yun chhora
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tarpati hai
Kyun Hoon abb bhi main yun bekaakaar


Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhoondhe Apni Manzil ka Pata

Fasley han magar
Phir bhi tu door nahi
Mana ki Hum to hai
Par tu majboor nahi

Har lamha mujhko yeh tarpati
Jaan meri jaan jati
Tanhayion main rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon
songsblasts.com
Kyun Tune Dil Tora
Kyun tune yun chhora
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tarpati hai
Kyun Hoon abb bhi main yun bekaakaar


Aye Khuda Mujhko bata
Tu Rehta Kahan Kya Tera pata
Hum to yahan pe Musafir hai
Jo Dhoondhe Apni Manzil ka Pataa

Yaara Teri Yaad Aati hai
Jaan Meri Jaan Jati hai
Tanhayion mein rehta hoon
Khud Se hi aksar yeh kehta hoon
Kyun Tune Dil Tora
Kyun tune yun chhora
Kyun tera ab bhi rahe dil ko Intezaar
Kyun Chali Aati hai
Kyun Tarpati hai
Kyun Hoon abb bhi mein yun bekaakaar

Bekaraar Lyrics

Bekarar
Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar

Sooni sooni rahon pe
hai tera hi intezaaar
Jali bujhi saanson main
Ab tera hi hai khumaar
Na jane mene kya khoya kyaa payaa
Kuch bhi na samjhey yahan
Bhula ke sari baaton ko jee aayaa
phir bhi naa aye qaraar

Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar

Aankhon Ne Baaton Ne hai
Mujhko gheraa abhi
Aankhon Ne Baaton Ne hai
Mujhko gheraa abhi

Tu mil jaye
Yehi bas sochon har ghari
Kyun tarsaaye mujhe
Aakhari hai meri yeh saza

Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar

Sooni sooni raahon pe
hai tera hi intezaaar
Jali bujhi saanson mein
Ab tera hi hai khumaar
Na jane main ne kya khoya kya paya
Kuch bhi na samjhe yahan
Bhula ke sari baaton ko jee aaya
phir bhi na aye karar
Bekarar Bekarar
Bekarar Bekarar

Teri Marzi Lyrics

Oo aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga hai pataa
Tu jo chahe waisa samaa ho teri razaa
Tu jo chahe tapti dhoop mein aye khuda
Khilta hua gulistaan hoga
Tune banayi raahein, tune banayi manzil
Hum le chale hain apna kaarwan
Aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga aye khuda

Tehni tehni se dekho, toota hai har patta
Bikhra hua padaa hai aaj ye gulistaan
Jilmilata yahan muskurata yahan tha khushi se kabhi ye aashiyan

Rehbar ho tum hamare phir kaisa dia pharmaan
Farishte bhi ruswa honge dekh ke ye anjaam
Ye na chahe koi ab bataa de tuhi
Keh kar apna tu kyun ban ta anjaam
Aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga hai pataa
Tu jo chahe waisa samaa ho teri razaa
Tu jo chahe tapti dhoop mein aye khuda
Khilta hua gulistaan hoga
Tune banayi raahein, tune banayi manzil
Hum le chale hain apna kaarwan